Youtube Se Piase Kese Kamaye

Unknown
By -
0
Aaj Hum app ko baatane ja rahe hai youtube se paise kese kama sakte hai.

Aaj ke es youg main digital marketing ka bol baala hai.log aapne tenlent ka sahi tarike se estmaal kar ke pese kamaa rahe hai.esname se ek tarika hai youtube youtube par log video upload karte hai aur adsense se link karte with youtune monetization ko enable karate hai

First Main Video Baanye uska Tarika : 
Sabse pahale youtube par upload karne ke liye video ki aawaskata hoti hai.aaj kal logo ke pass badi aashani se acchi quilty vaal cemra mil jaata hai.uske baad aap ye soche ki aap main kya teylent hai ya aap eshe video baana sake jo logo ko accha lage.

Video ko youtube par upload kese kare : Youtube par aapna account baanye apne gmail id se uske baad youtube ko login kare aur upload karw video youtube par upload ka option aa jata hai usse video upload kar sakte hai aur aap chahte to edit bhi kar sakte hai.

youtube monetization ko enable  kese kare : Youtube ki setting main jakar monetization on kar dete hai uske baad google adsense se acount ko link karte hai uske baad google aap ke channal ko review karte hai apne polciy ke anusaar. Uske baad approve karte hai apke channal ko phir ads show hote hai aap ke video par.

Post a Comment

0Comments

Thanks

Post a Comment (0)