SEO In Hindi

Unknown
By -
0
SEO In Hindi - Aaj ki Digital yug main Seo bahut important rakhata hai. IT secter jisme website baana, website designe,aur SEO part hai. Website ka parmotion karna hi seo hota hai hum website le keyword nikaalte hai aur usko use karte hai website ke title main thatha keyword se related description bhi likhate hai uske baad jab google usko carwl karta hai aur index karta hai aur rank deta hai google ke search box main. Yadi hum seo karte hai us website ka to jald hee google ke search box par jaldi rank kar jaata hai. Aur business ka grow hota hai.

Seo ke parkaar - Seo 2 Type ka hota hai On page aur Off page 
Onpage task- Onpage task main first main website analysis hota hai website analysis main hum website par check karte hai ki website seo ke point of view se sahi hai ki nahi. Website par content hai ki nahi website ki domain age kya hai website ki domain age check karne ke liye bahut se tools aate hai jo hume ye baatata hai ki website li age kya hai website ke har page par content ka hona bahut jaruri hota hai kyo ki seo main content is king hota hai.
Keyword analysis aata hai hum keyword ki nikaale ke liye website ke abouts ko read karege jisse hime ye pata chalta hai ki website business kya hai uske baat hum google ke keyword planner se keyword nikaal sakte hai website related 
Url Strucher- ye bhi dekhna jaruri hota hai ki website ke url seo frindly hai ki nahi yahi statis page hai to website seo friendly hai nahi to nahi hai.
Sitemap- Sitemap kae tarike ke hote hai sitemap xml,ror sitemap,Html sitemap, important hote hai vese sitemap url ka collection hota hai puri website ka url ka total collection hota hai.
Robots.txt file jo google ko baata hai ki humaari website ko proprly crawl karna hai.
Google webmaster tools- es tools se website main koe probl hoti hai google according to google se massage aa jata hai. Google webmaster tools main apni website submit karni hoti hai uske baad google webmaster ek code deta hai jo website par lagana hota aur uske baad verfiy karna hota hai jab jaakar ye sucess hota hai hai.
Google analytics tool- Ye google ka he tool hota hai jo hume website ka tarffic baatata aashani se es tools main hum apni website submit karte hai uske baad ye tools hume ek code deta hai jo website par lagana hota uske baad ye website par kitne log aaye kitne logo ke websitr visit ki ye baata hai 
Seo off page task Directory submission, profile listing,soical bookmarking,pdf submission, classified submission, article posting, blog posting, business listing, web 2.0 ki website par submission task hote hai.
Off page task ke baare main aapko next post main sahi tarike se aur kya kya hota kese hota ye baatugaa.

Post a Comment

0Comments

Thanks

Post a Comment (0)